Song : Aaj Mile Hain
Music : Saurabh - Jay
Singer : Yasser Desai
Lyrics : Kunal verma
Keep Sharing and Supporting
Song Lyrics
Tu hamesah mere saath mein
Aa zikr mein, baat mein
Tu lakeerein nayi de gaya
Haath deke mere haath mein
Meharbaniyo se tu mila
Ab likha saanson mein hai
Ye haqdariyan mujhpe teri
Jeena tere vaaste
Aaj hai hase hain aakhein bhar ke
Aaj jiye tujhpe mar ke
Aaj kisi ne apna hai kaha
Aaj nigahon se ho baatein
Aaj hai honi barsaatein
Aaj kisi ne apna hai kaha
Main tere kaabil
Tha nahin phir bhi haasil
Tu aa mujhme daakhil
Tera shukriya
Ye tere aage
Dil meri na maane
Keh raha tu kya jaane
Yeh kya huwa
Hairaaniyo se bhar diye
Lamhe jo khaali se the
Aasaniyo se ja mile
Tujhse mere raaste
Aaj hai hase hain aakhen bhar ke
Aaj jiye tujhpe mar ke
Aaj kisi ne apna hai kahaa
Aaj nigahon se ho baatein
Aaj hai honi barsatein
Aaj kisi ne apna hai kaha
Hum pe bharosa
Hai kiya toh daro na
Saath mere chalo na
Phir dekhna
Dekhi na hogi
Tune pehle kabhi bhi
Aisi shaamein main dunga
Aa saathiya
Jitna mera utna tera
Rakh le magar muskura
Sauda nahin ye bhi bura
Tu mil gaya sab mila
Aaj hai hase hain aakhein bhar ke
Aaj jiye tujhpe mar ke
Aaj kisi ne apna hai kaha
Aaj nigahon se ho baatein
Aaj hai honi barsaatein
Aaj kisi ne apna hai kaha...... :)
Aaj Mile Hain Lyrics,Lyrics,Yasser Desai,2017