OST Meherbaan Lyrics – Bina Khan – PAKISTANI – 2017

 

Song : OST Meherbaan
Written : Sabika Zainab
Directed : Zulfiqar Haider
Singer : Bina Khan
Music : Rabeel Fayaz
Produced : Zulfiqar Haider

Keep Sharing and Supporting

Song Lyrics

Akeli Jaan Pe Jahaan Naye Hazar Zulm Kiye
Kabhi Tamasha Banaya Kabhi Fareb Diye
Magar Malaal Na Shikwa Naa Koi Parwaah Hey
Mujhe Yakin Hai Kafi Hey Tu Hi Mere Liye

Wo Joh Tinka-Tinka Ura Gayi
Koi Dar-Oh-Gham Ki Hawayein Thi
Meri Bandagi Main Thi Kya Kami
Mere Waste Jo Sajhayein Thi

Meri Zindagi Mein Jo Dukh Likhe
Mere Maula Kiya Woh Khatayen Thi
Jinhain Aanshun Main Piroya Tha
Wo Meri Adhuri Duvayen Thi

Na Meri Zamin Naa Mera Aasmaan
Tu Apne Karam Ka Dikha Dey Nishaan..... :)

OST Meherbaan Lyrics,Lyrics,Bina Khan,PAKISTANI,2017

Tags:

1 year ago