Song : OST RASMEIN
Singers : FARAZ NAYYER - Zain Ali (Late) - Zobia
Music : Ahsan Nasir
Lyrics : SURAJ BABA
Keep Sharing and Supporting
Song Lyrics
ya zindagi hamasha imtehan hi rahi
ya zindagi hamasha imtehan hi rahi
jo jurm na kiya tha uski saza sahi
ya zindagi hamasha imtehan hi rahi
gairo mein akela apno main bhi main tanha
gairo mein akela apno main bhi main tanha
zeeshton main baat gai hai pehchan meri pinha
chehre py muskurahat ankho main names
ya zindagi hamasha imtehan hi rahi
kasi ya chahatain hn kasi ya nafratain hn
kasi ya chahatain hn kasi ya nafratain hn
apne hi ghar jalaya kasi ya ju ratain hn
rasmo main que hn jakray insan ya sabhi
ya zindagi hamasha imtehan hi rahi
thama jo hath mera phir dur que howa tu
thama jo hath mera phir dur que howa tu
ulfat ka rastay mein majboor que howa tu
kya mere qurbaton mein reh gayi thi kami
ya zindagi hamasha imtehan hi rahi............. :)
FULL SONG OST RASMEIN | PTV drama serial sang by FARAZ NAYYER | SURAJ BABA | SHAUKAT CHANGEZI
OST RASMEIN Lyrics,OST,Lyrics,PTV,FARAZ NAYYER,Zain Ali,Zobia,2018