Song : Yaqeen Ka Safar OST
Singers : Hadiqa Kiani
Composer : Waqar Ali
Lyrics : Naseer Turabi
Keep Sharing and Supporting
Song Lyrics
Ghuman ke bad yaqeen ka
Safar nikalta hai
Ye kon sath sar-e-raah guzar
Nikalta hai
Ab aisi chadrein ahsas par
Guzara kiya
Ke ab apne paon chupaon to sar nikalta hai
Ghuman ke bat yaqeen ka
Safar nikalta hai
Main teri yaad ke kharchon se
Tang hon kiya kiya
Main teri yaad ke kharchon se
Tang hon kiya kiya Mera hisaab magar mukhtasar
Nikalta hai
Mera hisab magar mukhtasar
Nikalta hai…………………. 🙂
Yaqeen Ka Safar OST Lyrics,OST,Lyrics,HUM TV,Hadiqa Kiani,2017